waah bohaat Khoobbbb
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
mujhey zara yeh to bataiye in gHazliyaat ke Alfaaz ke ma’ani lugHat mein dekhne meiN kitni der lagi lollz!!1
Naice Choice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
i really appriciate
Shaam, hast du Inshaa Jee`s Ghazaliyaat? wenn nicht dann suche bitte , ich finde sie nirgendwo im Net
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
Bohaat acHa sher hai Illama Iqbaal sahib ka
**ShaukHi si hai Sawal-e-Mukarar meiN aye “Kaleem”
Shart-e-Razaa yeh hai keh taqaaza bhi chorh de
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**
waaah keya baat hai Hazrat Moosaa se mukHaatib huwe haiN Iqbaal sahib
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Waaizo Aatish-e-DauzakH se JahaN ko tumne
Yeh Draiyaa hai keh kHud ban gaye Darr ki Soorat
[This message has been edited by Tassneef (edited June 27, 2002).]
Bohot khoob
Wah...
Zabardat choice hay
ALLAH Hafiz-o-Nigheban
Yaqeen aap ney bohot acha likha hoga tabhi sabhi tareef kar rahey hia. lakin agar aap ney hum jaisye ko khayal rakha hota tu janab essye pls english mey likh diya karrey..
shukariya
Isko roman Urdu meiN aapke lyie Haazir hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
So sad keh aap kaafi kucH miss kar gaiN dont worry aap yeh lijyiee
sab se pehle to Ilaama Iqbaal ki Ghazal hai
usko filhaal likh detaa hoon doosri ko kal inshallah :-
** Ghazal**
**MajnooN ne Shehar cHorhaa,tu Sehraa bhi cHorh de
Nazaare ki Hawass ho to Lailaa bhi cHorh de
Waa’iz ! Kamaal-e-tark se milti hai YaaN muraad
Duniyaa jo Chorh di hai to Uqbaa bhi cHorh de
Taqleed ki rawish se behtar hai kHud-kushi
Rastaa bhi DhoonD,kHizr ka Soda bhi cHorh de
ManiNd-e-kHaamaa teri ZabaaN per hai Harf-e-gHair
Begaana sháýe pe Nazish-e-Bejaa bhi cHorh de
Lutf-e-Kalaam keya jo na ho Dil meiN Dard-e-Ishq
Bismal nahiN hai tu, to tarhapna bhi cHorh de
Hai Ashqi meiN Rasm alag sab se beThnaa
ButkHaana bhi, Haram bhi, Kuleesaa bhi cHorh de
acHaa hai Dil ke saath rahe Paasbaan-e-Aqal
lekin kabhi kabhi isey tanhaa bhi cHorh de
Jeena wo keya jo ho Nafs-e-gHair per madaar
Shohrat ki Zindagi ka bharosaa bhi cHorh de
ShokHi si hai Sawaal-e-mukarar meiN áýe “Kaleem”
Shart-e-Razaa yeh hai keh Taqaazaa bhi cHorh de
Waa’iz Saboot laye jo, Máýe ke Jawaaz meiN
“Iqbaal” ko yeh Zid hai keh Peenaa bhi cHorh de **
(IQBAAL)
**Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai **
[This message has been edited by Tassneef (edited June 29, 2002).]
acHaa hai Dil ke saath rahe Paasbaan-e-Aqal
lekin kabhi kabhi isey tanhaa bhi cHorh de
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
zabardast… buhat achi choice hay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
God did not promise days without pain, laughter without sorrow, sun without rain but He did promise Strength for the days, comfort for the tears and Light for the way!
Thanks sab ka
i cant see Sab any where
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
, i think u want to say " Tahnks Sub ka " right ..
Oh ji wuhi i mean all na jinhon ne bhi comment diya na unka uff my urdu kharab hai