Re: ghazal
Woh baasteiyan bhi ajab theen woh hasteeyan bhi ajab
kay andhioon mein bhi jin kay chirag jaltay thay
woh daur beet gaya jub tere baghair hamein
tamam shahar kay rastay udaas lagtay thay
woh annkh buj gayee jis kee kiran kiran kay liye
kabhi kabhi tere honth bhi tarstay thay
tu kal idhar say joh guzraa toh ahle shehar kay saath
bura na maan kay hum khud bhi tujh pay hanstay thay
Complete