Ghazal

aik tumharay sewaa koon hamara hai
aur hamay kis ka sahara hai

pehlay jo seenay main machalta tha
aab wo dil bhi tumhara hai

koi ansoo bhi daman main na giraoo
tumraha har dard aab humara hai

dard jab bhi dil main hua
mujahay laga tum nay pukara hai

lik tu diya tu nay halay dil abeer
magar us ko parna kab gawara hai

:k:
bauhat khoob!

Shukran Zidee Bhai
:)

lik tu diya tu nay halay dil abeer
magar us ko parna kab gawara hai

ohhh... bouhat ganda likha hai... ??? jo aap nahi paRh sakty....
kuch log aisa he likhty haiN... :) lagta hai pairoo se likha hai ... naaa

Beautiful :k:

Thanks Viv
Shukran :

[QUOTE]
*Originally posted by AsSweetAs: *
lik tu diya tu nay halay dil abeer
magar us ko parna kab gawara hai

ohhh... bouhat ganda likha hai... ??? jo aap nahi paRh sakty....
kuch log aisa he likhty haiN... :) lagta hai pairoo se likha hai ... naaa
[/QUOTE]

Yar when u can read it then it means every 1 can read it
:)