Khudaa K Naam Ka Hum Ihtaraam Kartay Hain…*
Magar Ye Ghazal Kisi Butt K Naam Kartay Hain…*
Suraa’he Ka Hai Muqaddar, Na Saaqiy0’n Ka Naseeb…*
J0 Kaam H0nt0’n!! Se Lag Kar Ye Jaam Kartay Hain…*
Kisi Hasee’n Ka Lub Kh0lna Zar00ri Nahee’n…*
Gulaab Khushb0 K,!! Rastey Kalaam Kartay Hai*
Kaneez Banntay Hain Lekin Ghulaam Kartay Hain…*
Gulaab Titlii Ki Aamad Pe Kham H0way Jaisay…*
Ghulaam,Malka K0 Jhukk Kar Salaam Kartay Hain…*
Janaab-E-Waala Mu’akkel Mery Ka Kehna Hai…*
Sitam Awaam Par Awaam Kartay Hain…*
Adh0ra Ch0rnay Se Yaad D0st0’n K0 Rahay…*
Ghazal Ye Qais’ Yahee Par Tamaam Kartay Hain…;*