Aap ne sahi kaha…ham log waaqaee kisi veeraane mein aa gaye hain…
**ham deewaane is veeraane mein aa gaye…or…ehl-e-sukhan sab shehr mein apne sukhan ki daad wusool karne gaye huey hain… **
Apna kal jab saaf dikhaai deta ho to
**Kaise khud ko behlaaye ga tera shaa'ir ! **
*Kurrhte kurrhte khoon ugalne lag jaaye ga *
*She'ron mein yoon rang laaye ga tera shaa'ir ! *
Aadhi beeti, beetne ko hai baaqi aadhi **
**Gum-naami mein gum jaaye ga tera shaa'ir !
Wah jeeeeeeeee................Zamil itna Zalim kion hone laga hai:)......u know Zamil ap ki ye ghazal dekh ker mujay Derwesh Poet(Saghar Sadiqqi) yaad ah gaye hou bahu wahi indaz ap k lafzoon main aj nazar ahya hai.........well done again n again Zamil........U doin gr8 dear........................Aaina

Barri nawaazish Aaina jee... Shukr hai aap aaeen to sahi main to samjha tha waqt k bahaao mein door nikal gaeen shaayad...:)
Waise ek waqt tha jab Saghar jee mere hawaason pe chaaye huey they...us dauraan bohat c poetry un k kalaam k zeir-e-asar likhi...jis mein baada o saaghar or zamaane ki talkiyaan samoeen...that was 2000-to-2002... Bas aapki zarra nawaazi hai k mere kalaam mein aap ko un ki jhalak nazar aaee...Bohat shukria is andaaz-e-pazeeraai ka...
*No doubt Saghar was a great poet n i m a great fan of him...:) *
wow..............ZAMIL u r realy ZALIm dost..................................................tussi mai no jhalli kitta si .................wadday hi zalim ho tussi.............................keep it up.......................RAB RAKHA