Salam
yaar aik ghazal thee " jab khuda he na chahay to hy may kia keroun" do u know who sang it? and what were the starting lyrics of it
Re: Ghazal Request
teri sorat nigahon main phirti rahy
Ishq tera satay tu main keron
main ny ki masjidon main dua
main jisy chata hon mujh ko mily
Ju mera farz tha main ny pura kiya
ab khuda hi na chahy tu main kia keron