koi yeh kaisey bataye kay woh tanha kuin hain
woh jo apna tha wohi ajj paraya kuin hain
yehi duniya hai to aakhir yehi duniya kuin hai
yehi hota hai to aakhir yehi hota kuin hain
eik zara haath budhaa deinn to pakad lein daman
unkay seeney main samajaye hamari dhadhkan
itni qurbat ho to phir faasla inta kuin hai
dil e barbad say nikla nahi abb tak koi
eik lutey ghar pay diya karta hai dastak koi
aas jo toot gai phir say bndhata kuin hai
tum masarat ka kaho ya isey ghum ka rishta
kehtey hain pyaar ka rishta hai janam ka rishta
hai janam ka jo yeh rishta to badalta kuin haaaaaaaaai
by sahir or gulzar