Re: Ghazal Junction
Here is another one:
** Teri Ankh ke ansoo pee jaon
esi meri taqdeer kahan**
Terey gham main tuj ko behlaon
esi meri taqdeer kahan
-
- Talat Mehmood*
![]()
*eh kaash jo mil kar rotay
kuch dard tou halkay hotay
bekaar na jatey ansoo
kuch dagh jigar ke dhotay
phir ranj na hota itna
hai tanhai main jitna
ab janey ye rasta gham ka
hai aur bhi lamba kitna
haalaat ki uljhan suljhaon
esi meri taqdeer kahan*