Re: Ghazal Junction
Na mohabat nah dostii k leay
Waqt rukta kissi k leay
Dil ko apnay sazaa na dey Yunhiii
Is zaaMane ki bayRukhi k leay
kaal jawaaNi ka hashaaR kia hogaa
soch laY aaj doo GhaaRii k leay
har Koi pYaar dhundhta hai yahan
apnii Tanha se zindagii k leay
Waqt k saath saath chalta rahay
yeahii behTar hai admi k leay