Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

Koi bhi baat ho us k dil ki jaan laytay hain
Karay izhar khud lab say ye kab Ehsaan laytay hain

Kathn rastoon pay chalnay walay pa laytay hain manzil ko
Wo aksar toot jatay hain jo raah aasan laytay hain

Unhain aadat hay biti baat aksar bhool janay ki
Kabhi na bhoolnay k mujh say jo paymaan laytay hain

Suna hay azam-e-rasikh say pighal jatay hain patthar bhi
Ab is patthar ko pighla.ain gay dil main thaan laytay hain

Wo mujh ko cheen layna chahta hay kudh mujhi say
Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

~Shagufta Ghazal Hashmi~

Re: Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

:k:

Re: Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

Very Nice… Tnx :flower1:

Re: Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

Thanks Sunny & GS ji :rolleyes:

Jab Mohabbat ka janoon tha, wo zamana aur tha
Ab…

Re: Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

bohat khoob na khan really was a nice sharing :)

Re: Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

very nice…:k:

Re: Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

Wow very nice Nakhan, bohot achi ghazal hay, Thank u very much for sharing,
aap ki collection k kiya kehnay...

apni tareef khudh hi kar k sharmaing

Shukriya BEINGLONELY aik dafa phir is zabardast Ghazal ko share karanay ka...

Thanks **Reet **for like this ghazal

Re: Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

nice

Re: Ghazal jo Daivta hotay hain bhaari Dhaan laytay hain

Wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah;;;;


oor kia kahain,,, Buhat khoobsoorat ghazal hai,, khan saheb