Sab tarah kay haalaat ko imkaa’n main rakha
Har lamha ussay soch main wajdaan main rakha
Hijrat ki gharri main hum nay tayray khat kay ilavaa
Boseeda kitaaboo’n ko bhi saamaan main rakha
Mujh ko mairi qaamat kay mutabiq bhi jagah di ?
Yeh phool uttha kar kabhi guldaan main rakha ?
Ek umer guzari na’ey aahung say laykin
Ajdaad ki aqdaar ko bhi dhiyaan main rakha
Hoontoo’n ko sada rakha tabassum say ebarat
Ek zaher bujha teer bhi Muskaan main rakha
By : Iftikhar shafi
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
{Hoontoo'n ko sada rakha tabassum say ebarat
Ek zaher bujha teer bhi Muskaan main rakha}
hmm,,,,Buhat achi ghazal hai PK,,, ji,,,, really buhat achi hai,,,
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
pk nice sharing
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
Thanx both of u 
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
:k:
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
^thanx Dear 
reet
7
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
bahot khoobb…:k:
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
Thanx reet dear 
P.S…Congratzz on ur 1K :k:
Koyal
9
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
nice one pk :)
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
Thanx koyal 
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
P khan bhoooooot acheeeeeeee ....................
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
Thanx dear DF 
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
Bohat acchi.....Precious khan
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
Very very nice P^K, thanks.
Re: ~~ GhazaL ~~ By Iftikhar sahfi
Thanx MahamKhan n Farooq ahmad 