Re: GhaRoli Ceremony
**lakin is ka faida to tub hay jub app kay Groom ko bhi pata chalay ..: P
**kaisa ghalat mashwara day rahay hain trafic ka haal pata hay app ko ..udher dulhaan intizaar main us ka make up he urr jaye ga or grrom sahab kay nahaanay ka pani pohnchnay tak