Gharelu mard

Re: Gharelu mard

Hahaha :cb:

Dekho bhai ju banda office ya kaam pe nahi jata usko bewi chain se nahi bethney deti. Bazaar jao, washbasen theek karwao , gaari ki service hi karwa lain , chalain uthain shave karain, tayaar ho jai aap ne aaj office nahi jana tu mujhey liberty lay jain do teen kaam hain, wapsi per ammi ki taraf se bhi hotey aaingey …

Bhai bewi ek dictator hoti hia, kisi khush fehmi main na rehna :no:

Albata ammi ki baat our hai :hugz: she would spoil you to the bones

Pharelu mard :smiley:
Funny term

merey khayal main, ye sab depend karta hai bewi ki management capabilities pe, wo pharelu ko gharelu bari asaani se bana sakti hain :chai: