Re: Ghareeb ul watni
waah waah, waah! chhaaoN men baiTh ke yeh gaanaa sunte haiN:
**
sms aayaa hai, e-mail bhii aayii hai
watan se barqii muraasila aayaa hai** ![]()
ab chhiTThii kaa daur to Khatm ho gayaa! ![]()
waah jii, waah…kia baat kahii…zabardast!
haath meN dastii pankhaa hotaa hai na?
dasti pankhoN kaa BIJNIS phir se lauT aayaa hai! ![]()