Ghareeb ul watni

Baith jata hoon Jahan chaon ghani hoti hai

Haye kiya cheez ghareeb ul watni hoti hai

Re: Ghareeb ul watni

Baith jaata hoon jahan chhaon ghani hoti hai
Hi kia cheez ye loadshedding hoti hai :hinna:

Re: Ghareeb ul watni

waah waah, waah! chhaaoN men baiTh ke yeh gaanaa sunte haiN:
**
sms aayaa hai, e-mail bhii aayii hai
watan se barqii muraasila aayaa hai** :slight_smile:

ab chhiTThii kaa daur to Khatm ho gayaa! :frowning:

waah jii, waah…kia baat kahii…zabardast! :slight_smile: haath meN dastii pankhaa hotaa hai na? :cb: dasti pankhoN kaa BIJNIS phir se lauT aayaa hai! :slight_smile:

Re: Ghareeb ul watni

Wah kiya baat kahi aap ne :clap:

Go get some water:smokin:

Re: Ghareeb ul watni

Soniya Tu te pakhe nao vichenda.:faizy:

Re: Ghareeb ul watni

:mirch: :mirch: :mirch:
enough ???:khumar:

Re: Ghareeb ul watni

You don’t know how to read English.:smilestar:

Main ne Muqawwee bhai ko bola tha k ja k paani pi len.:smokin:

Re: Ghareeb ul watni

Shikaam ki aaG leay phir rahii hai Shehar ba Shehar
Saag-e-ZamaNa haiN - hum kia - humari HijRaat kia

:)

Re: Ghareeb ul watni

:lajawab:

Re: Ghareeb ul watni

Baith jata hoon Jahan chaon ghani hoti hai
Haye zindagi kitni ajeeb hoti hai