Re: Gharee bhar kee mulaqat
Hmmm:lajawab:
Re: Gharee bhar kee mulaqat
Tum to 5 rupe ka udhaar leke mukar gae
Log to laakhon ka udhar kha ke bhula dete hain
Re: Gharee bhar kee mulaqat
ye to ap bnday ko josh dila rehay hn k wo mazeed udhar lain
Re: Gharee bhar kee mulaqat
Main usse bata raha hoon ke insaan ko agar bura kehlwana hi hai to 5 rupe wali burai na kare
Re: Gharee bhar kee mulaqat
10 rupee wali theek hy?
Re: Gharee bhar kee mulaqat
arre baba banda agar mehnat karen to lakhon ki chori kare aur Zardari jaisa badnaam ho, nahin to aisi ruswai ka faida ke bunda jis bank se loan lain wahan se ghar tak rikshe ka karaya ba na ho uski jaib main :)
Re: Gharee bhar kee mulaqat
Hukm kis bank se raqam withdraw karvani hai:smokin:
Re: Gharee bhar kee mulaqat
So true. :k:
Re: Gharee bhar kee mulaqat
kaisay true sedion tk jeeta e kon hy