ghar sar pe uThaa lenaa

Re: ghar sar pe uThaa lenaa

razaaii oRh ke? achchhii raaye dii…kama karne waale mujhe aur razaaii ko chhoR kar saaraa ghar sar pe uThaa ke le jaayeN! lol…insurance ke chakkar meN nahiiN paRnaa maiN nu. :stuck_out_tongue:

shareer bachche ho yaa shareer adult…ab mujhe tumhaaraa status badalnaa hogaa! :cb: :wink: