aik pir sahab key biwi un ko ghar key murghe daal barabar smajh kar koi ahmiat nahi day-tee thee laikin shahar kay saray loog un kay aqeedat mand thay.
Aik din pir sahab ko ghussa aa ga-ya tow unhon nay kutia say bahar nikal kar urna sheroo kar dey-a sara shahar ikattha ho ga-ya . sub tareef karnay lagay.
Peer sahab thori dair kay baad ghar main aa-a aur biwi say kaha , tum nay dekhee merey karamat , main hawa main ur raha tha.
Biwi boli woh tum thay ? jabhi teray teray ur rahay thay.
Re: Ghar key murghi daal brabar.
![]()
Re: Ghar key murghi daal brabar.
![]()
Re: Ghar key murghi daal brabar.
![]()
Re: Ghar key murghi daal brabar.
![]()
Re: Ghar key murghi daal brabar.
:D:D
Re: Ghar key murghi daal brabar.
Awwwww ![]()