ghar bhi suna hai meri zeest kay aangan ki tarhan
laut kay waqat na aya meray bachpan ki tarhan
per talay zulf meray bhetay howay ashkoon mein
kisi selaab mein behtay howay nagaan ki tarhan
kar kay ghayal mujhe uss ka bhi bura hal howa
uss ki zulfain bhi na suljhien meri uljhan ki tarhan
mujh ko gurbat ney dasa aur uss ko dolat ki hawas nay
bhek gaya woh bhi behr hal meray funn ki tarhan
(not mine)