Ghar behi soona hai

**Ghar behi soona hai maray zeeist kay angan ke taraha
Loat kar waqat na aya maray bachpan ke taraha

Kar kay ghahil us ka behi bura hall howa
Us ke zulfain behi na suljaheen mari uljahn ke taraha

Mujah ko gurbat nay dasa us ko dowlat ke hawas
Bik giya vo behi bahar hall maray fun ke taraha
**

Bahut khoob :k:

Is shehar mein kharab-e-ishq ke maray
Zinda hain yehee bari baat hai pyaray
Kuch aur bhi hain humein kaam ay gham-e-janaan
Kab tak koi uljhee huwi zulfoon ko sanwaray

Ishq nay seekh he lee waqat ke takseem aab
Vo mujahay yaad ata hai magar kam kay baad

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ishq nay seekh he lee waqat ke takseem aab
Vo mujahay yaad ata hai magar kam kay baad
[/QUOTE]

dilsay jhooT kyon boltay ho

Bohat khoob :k::flower1:

:k: nice one

Thanks every one

very very very nice:k::k:

Re: Ghar behi soona hai

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
**Ghar behi soona hai maray zeeist kay angan ke taraha
Loat kar waqat na aya maray bachpan ke taraha

Kar kay ghahil us ka behi bura hall howa
Us ke zulfain behi na suljaheen mari uljahn ke taraha

Mujah ko gurbat nay dasa us ko dowlat ke hawas
Bik giya vo behi bahar hall maray fun ke taraha
**
[/QUOTE]

excellent dilsay wonderful.....