Teen Dost (Hindu, Muslim & Sikh) aapus main baat kar rahe the ke jab unka romance ka mood hota hai to wo apni bivi ko kis tarah indicate karte hain.
Hindu: Main to kehta hoon, suniye aaj aap wohi joda pehniye ga jo aap ne shadi wale din pehna tha, aur shremati ji samajh jati hai.
Muslim: Main to gulaab ki patiyan bister pe daal deta hoon, aur aap ki bhabhi samajh jati hai.
Sikh: Oay, maine to bedroom main ghanti rakhi hui hai, jab bhi mood hua ghanti bajai aur sardarni samajh jati hai.
Sikh ka jawab sun kar Hindu aur Muslim kafi mutasir hue aur jawabun poocha, Sardar ji! agar kabhi Sardarni ji ka mood ho to?
Sikh: Sardarni ji kamre main aakar kehti hai " Saradar ji! Tussi ghanti te nai vajai’.