hum ko kis kai gham nai mara ye kahani phir sehi
kis nai tora dil hamara ye kahani phir sehi
dil kai lutnai ka sabbab pocho na sub kai samnai
naam ayai ga tumhara ye kahani phir sehi
nafraton kai teer kha kai doston kai shehr main
hum nai kis kis ko pukara ye kahani phir sehi
kya batain pyar ki baazi wafa ki raah main
kaun jeeta kauna hara ye kahani phir sehi
thanx ullujii, lost soul, Hammad, and Amal !!
Koyal
7
bohat khoob guest thanks 4 sharin..:)
Re: Gham


wow!!!
i’m speechless:k::k::k:
thanks
i am glad your liked it koyal, XchroniX, SunnyBoy, and ghazal kisi ki