Gham teri judayi ka, kuch is tarah dhota gaya
Keh siskiyan bhar bhar ke sari raat main rota gaya
Kab subah howi iska hosh bhi nahin raha
Bas darakton dewaron ko yunhi dekhta raha
Hai ajab yeh zindagi kya kya sitam dhaigi
Silsila teri yaadon ka to umar bhar chalta gaya