gham ki baaRish ne bhi tere naqsh ko dhoeyaa nahee hai

*gham ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoyaa nahee hai
tu ne mujhko kho diyaa, mein ne tujhe khoyaa nahee hai

neen’D kaa halkaa gulaabi sa khumaaR aankho’N mein thaa
yoo’N lagaa jese wo shab ko der tak soyaa nahee hai

har taraf diivaar o dar aur un mei’N aankho’N ke hajooM
keh sake jo dil ki halat wo lab goeyaa nahee hai

juRm Aadim ne kiaa aur nasal e AadiM ko sazaa
kaat_taa hoo’N zandagii bhaR mein ne jo boyaa nahee hai

jaantaa hoo’N eik aise shaks ko mei’N bhi MuniR*
gham se pathar ho geyaa lekin kabhi royaa nahee hai*

ghazal by MuniR neyaaZi


zamiiR_e_sadaf mein kiran kaa mauqaam
anokhe anokhe thikaane tere

very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

Nice. Buhat Khoob ...


سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg

Even If You Are Basically Stupid
You Can Still Meet Nice People !

its awsome

aadat hi bana li ha tum ne to Munir apni
jis sheher mein bhi rehna , uktaye howay rehna

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim