gham kha gaya

***Kabhi unn pattiyon ki bhi sada sunn..
Jinhain guldaan ka gham kha gaya hay…

Sulagti sochti insaan ki naslain…
Jinhain pehchaan ka gham kha gaya hay…..

Hamain tu chor ja’ay ga kisi din….
isi imkaan ka gham kha gaya hay…..***

Re: gham kha gaya

Wah, Boht khoob,