Gham Ke Saanjoog Aachay Lagtay Hain,
Mustaqil Ke Roog Aachay Lagtay Hain,
Mujh Se Koi Wada’ay Wafa Na Karay,
Mujhay Bewafa Loog Aachay Lagtay Hain.
Re: Gham Ke Saanjoog Aachay Lagtay Hain,
aye haye! GOod one
Re: Gham Ke Saanjoog Aachay Lagtay Hain,
jali kati hi kehna her bar kabi to pyaar ki koi bat kar liya karo. wese shair acha hai.
Re: Gham Ke Saanjoog Aachay Lagtay Hain,
Bewafa log achay lagtay hain ! ( yaad rehte hain woh jo dard ki rishte se )
nice sharing :k:
Re: Gham Ke Saanjoog Aachay Lagtay Hain,
nice log :)