GHAM KE AANSOO

NIKALTEY HAIN GHAM KE AANSOO DIL KE GHUMNAAM ZANDANON SE
JIN MAIN KAID HAIN YADEIN GHUZREY ZAMANON KI
JIN MAIN DAFAN HAIN JANAZEY MERI MUHABBATON KE
JIN MAIN DABI HAI RAKH MEREY AARMANON KI


A.A. ASEER

Re: GHAM KE AANSOO

hmm mmm

Re: GHAM KE AANSOO

itna dukhiya na hoein. it is not good for your health.
insaan ka dil, surprisingly beyhed resilient hey. get over that and begin to write positive poetry, at least something indicative of hope and your tries to make amends.

good work!

dushi

Re: GHAM KE AANSOO

Awww sAd and kool

Re: GHAM KE AANSOO

Good work!

Re: GHAM KE AANSOO

nice one........................ thanks you :)

Re: GHAM KE AANSOO

Shukria

Re: GHAM KE AANSOO

Nice! Gham ko sehney mein bhi qudrat nein maza rakhaa hey

Re: GHAM KE AANSOO

Haan magar aik hadd tak. Kyunkeh Dard aik hadd se ziyada barh jaye to jism pe mot aasan ho jati hai.


Qasim

Re: GHAM KE AANSOO

nice aseer ji keep sharing

Re: GHAM KE AANSOO

aap jaisey hosla afzai karney waley hon to shairi main mazeed behtri lai ja sakti hai.

Shukria