GHAM-E-KHAYAAT

Re: GHAM-E-KHAYAAT

Apni ghazal pe aap k comments paRh kar jaane kya kya sochta hua yahaaN aaya tha par......disappointed.
Well janab, khush rahiye. Ham ne Moderator Sahab ki islaah karne ki koshish kar lene k baad, ab kisi ko bhi koi suggestion dena cHoR dia hai.
Agar sab utopia of art mein khush hain to phir khush hi rahein.