Ha-ay us chaar girah kapRe ki qismat Ghalib
jis kii qismat me ho aashiq kaa garebaan honaa
kar diyaa aansoo-oun say ganda uss baalisht bhar kaprray ko Ghalib:mad2:
uss kee badd-naseebi kee intehaa dekho, jis kii qismat me ho aisaa aashiq honaa:bummer:
![]()
Nice :k:
LOL @ Khota ![]()
Gadhaya yaar… Tum to Chupay Rustam niklay!
Here’s one more shayr for you:
Khotay ki khush-naseebi ki kia baat hay Ghalib
Inta baRa dimagh leay phirta hay dekho!
:-/
^–unn kay dekhay say jo aa jaati hay moonh:blush: pay ronaq:D
woh samajhtay hain kay beemaar:bummer: kaa haal achaa hay:hehe:
![]()