Ghalib

Hui muddat ki Ghalib mar gaya par yaad aata hai,
Woh har ek baat pe kehna ke yoon hota to kya hota

Re: Ghalib

kya hota :konfused:

Waaah...

buhat khoob :k:

Re: Re: Ghalib

Kuch hota to kuch kahte ke kya hota :stuck_out_tongue:

Thanks ASA and Guest :k:

Re: Ghalib

:k:

HazaaroN KHuahishaiN aisee keh har KHuahish pay dam niklay

khereat to hay kis baat pah UN ki yaad ayy wo bhee 100 saal purany ghalb ki. wasey haan humjamatoon ki yaad aa hi jatee hay...;)

[QUOTE]
*Originally posted by jasmeen: *
khereat to hay kis baat pah UN ki yaad ayy wo bhee 100 saal purany ghalb ki. wasey haan humjamatoon ki yaad aa hi jatee hay...;)
[/QUOTE]

Aap bhee aa jao hamaree jamaat mein ;)

Re: Re: Ghalib

Thanks :k:

Re: Ghalib

[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
Hui muddat ki Ghalib mar gaya par yaad aata hai,
Woh har ek baat pe kehna ke yoon hota to kya hota
[/QUOTE]

whohi hota jo manzooray khuda hota

Na tha kuchch to KHuda tha,kuchch na hota to KHuda hota
Duboya mujhko hone ne,na hota maiN to kya hota ?

Huaa jab GHam se yooN behis to GHam kya sar ke kaTne ka
Na hota gar juda tan se to zaanooN par dhaRa hota

Huee muddat ke 'GHalib' mar gaya par yaad aata hai
Wo har ek baat pe kehana, ke yooN hota to kya hota?

Thanks Jaan Lewa for additional verses and thanks riva :k: :k:

:k:

Thanks cuteepie :k:

:flower1:

I want white :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *

I want white :p
[/QUOTE]

Yeh li jiye :) Thora sa barra hai... par filhaal issi se kaam chalayein :)

[thumb=D]White%20Rose.JPG[/thumb]

Wah!

:-)

YouN hota to kiya hota,,

Thank you :blush: