Re: Ghalib ke ek qit’e kii tashreeH o tauzeeH o tausee’
**haN bilkul saHeeH kahaa…mujhe bhii samajh meN nahiiN aatii thii unkii shaa’irii aur aaj bhii nahiiN aatii…aasaan waali to samajh meN aa jaatii hai magar mushkil nahiiN aatii…![]()
mere paas jo Ghalib kaa deevaan hai us meN yeh she’r nahiiN hai aur an hii unkaa yeh style hai…mere Khayaal se yeh unkaa she’r nahiiN hai.**
sorry Jiia, maiN ne der se jawaab diyaa…der aayad durust NA aayad…hai na? sholly ![]()