Re: Ghalib Cha Chu
Aap aik daffa keh kar tu daikhaaiN
:)
Sigh, kehnay ko bohat kuch hai. Laikin main apnay gham har kisi say naheen kehti, keh uskay apnay gham keya kum hoongay jo main apnay sunna kar usay aur bojhal kardoon…