GhÛM Ki Barish !!

Gham ki barish ne tere naksh ko dhoya nahin
tune mujh ko kho diya meine tujhe khoya nahin
neend ka halka sa khumaar us ki ankhon mein tha
aisa laga woh shab ko der tak soya nahin
har taraf ghum or un mein mere ansoo
keh sake jo hal -e- dil woh lab goya nahin
jaanta hoon mein bhi aise ek shaks ko
ghum se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahin


Aj ke larke I tell u ,kitnay Lallu wat 2 do ?khabhi koi mhuje yeh na kahe O`My DarlIng I L U

[quote]
Originally posted by Terrific_Tina:
**Gham ki barish ne tere naksh ko dhoya nahin
tune mujh ko kho diya meine tujhe khoya nahin
neend ka halka sa khumaar us ki ankhon mein tha
aisa laga woh shab ko der tak soya nahin
har taraf ghum or un mein mere ansoo
keh sake jo hal -e- dil woh lab goya nahin
jaanta hoon mein bhi aise ek shaks ko
ghum se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahin

**
[/quote]

*neend ka halka sa khumaar us ki ankhon mein tha
aisa laga woh shab ko der tak soya nahin *

waah nihayaat kHooB

Buhat Khoob.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez

[QUOTE]
Originally posted by Terrific_Tina:
**Gham ki barish ne tere naksh ko dhoya nahin
tune mujh ko kho diya meine tujhe khoya nahin
neend ka halka sa khumaar us ki ankhon mein tha
aisa laga woh shab ko der tak soya nahin
har taraf ghum or un mein mere ansoo
keh sake jo hal -e- dil woh lab goya nahin
jaanta hoon mein bhi aise ek shaks ko
ghum se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahin

Hmmm Bohot khoob..Nice choice

Wese aj yaha bhi bohot barish ho rehi hai