thread is dedicated to someone very dear! 
i hope now new chair a jaaye gi 
aur haaan wo Car bhi theek kura lain 
[thumb=B]well.JPG[/thumb]
[thumb=B]get_well7.JPG[/thumb]
and Poem for this week is.....
dabii hu_ii hai mere labo.n me.n
kahii.n pe vo aah bhii jo ab tak
na sholaa ban ke bha.Dak sakii hai
na ashk-e-besuud ban ke nikalii
ghuTii hu_ii hai nafas kii had me.n
jalaa diyaa jo jalaa sakii hai
na shamaa ban kar pighal sakii hai
na aaj tak duud ban ke nikalii
diyaa hai beshak merii nazar ko
vo paratau jo dard baKhshe
na mujh par Gaalib hii aa sakii hai
na meraa masjuud ban ke nikalii
[duud=smoke; paratau=image]
:rolleyes::rolleyes::rolleyes::rolleyes:

thanks ET…
nahi aia desk
aur car 
PS: ET masoom per shak na karen 2 diff ppl hain haar aik main nahi na ab nikami ho sakti 
bhai ye theek kasay hongi jaldi sara:..D ... ahem ahem samjh gaye na ;)
ye be din ana tha samnay beth k isharon main batin
teer kha k dekha jo chand gha ki taraf
apnay he chand se mulaqaat ho gaye :(
PS: wohi na theek kesay ho sara: D ..tu khana pakana safiey suthrie main guzar jara smack: theek sawa hona hia 
ye kis chand ka dedar horaha hai 
aur ap msn par kyu nahi 

Lurai na kuroo aap doonoo
CC , inn ko juldi theek kurnay kay leay tu koi new formula hi we will have to develop, puraanay tu sub nakaam ho gay…
got an idea, ussay manzar-e-aaam pur baad main laaeya jaaye ga, pahlay let me see possbilities 
aur daykhoo tu zara, cooking kurtay hovay bhi aaraam nahi, phir jub khuch kharaab puk jaaye ga tu sirray say Dish ka name hi change kur kay may be spicy or salty or mayy be smoky or may be something new 
and then ppl will say " LOOK
" right???
chulain koi nahi, wasay did any one notice we are missing one thing?, guess whats that… it is something related to Nikamii Janoo 
lets see who closly observe 
Nikami ka konsa relative miss hia yahan Amjad bahi sab tu hain na yahan
PS: kar lo wailay bandon tey waday loko jini galaN kar saktday 
buray naseeb maRay wairi hoyaa ** paRa **maira
