GEO cartoon on Shoaib-Asif bust-up / Miandad's views

Miandad & Arif Ali Abbasi on Shoaib-Asif bust-up

Re: GEO cartoon on Shoaib-Asif bust-up / Miandad's views

some interesting comments about Actor on the show :D

Jonathan from Karachi
- yeh jo kaarnama anjaam diya hai humaaray Shahzade nay, ek taraf Shoaib kehtay hein k unkee kum az kum paanch saal kee cricket baqi hai, koi unn say yeh poochay k ek saal mein unhon nay kitni cricket kheli hai. saal k 363 din to woh unfit rahte hein aur do din woh kissi camp mein aatay hein phir chalay jaate hein

  • shoaib kee misaal uss baray gharanay kee larki jaisi hai jissay ghareeb Pakistani khaandan biyah kay lay aaya ho, ab unkay nakhray kissi kee samajh mein naheen aa rahe aur wo jo chahte hein kar rahe hein.

Pervez Murad from Karachi
Shoaib sahab zehni taur par beemaar hein aur ab waqt aa gaya hai unnko khuda hafiz kehnay ka