jasos
1
me ko bhi ek malang nay di thi yeh geedar singhi aor naag ka manka :cobra:
kia geedar singhi sirf Pakistan aor India mein pai jati hey kah baqi countires main bhi hay ?
aor kounsi kounsi jadoui botian hein khas tor per me k indian dost bataein :sunnyboy:
@KKF; @mahool;
Sigar singi or jackal horn.
:omg:
mahool
2
Re: Geedar Singhi
Indian doston say jadoi baatain appko @Southie say pata chal sakti hian...main to geedar singhi pehli bar sun raha hon... @muqawwee123 @Ali_Syed
Re: Geedar Singhi
I dont know if its a physical thing or not, a faqeer once wanted to give me a manka, he freaked me out… 
Re: Geedar Singhi
sab ulloo banane ke tareeqe hain
Aceones
5
Re: Geedar Singhi
first video main koi saanday ka tail bechnay wala lagta hay
Re: Geedar Singhi
mujhay yaad aaya, mujhay bhi jo bechnay ki koshsish kar raha tha snake charmer hi tha…main dar gaya us say… 
queer
7