Hansi chupa bhi gya nazar mila bhi gya
Ye ik jhalak ka tamasha jigar hila bhi gya
utha to ja bhi chuka tha ajeeb mehmaN tha
Sada’ain day kay mujhay neend say jaga bhi gyA
Gazab huwa jo andheray main jal uthi bijli
badan kisi ka kuch tilismat kuch dekha bhi gyA
Na aya koi lab baM sham dhalnay lagi
wafor-e-shooq say ankho main khon a’a bhi gya
Hawa thi, ghta thi, hina ki khusboo thi
ye ek raat ka qisa laho rula bhi gyA
http://
nikii
2
very nice chand chehra ji :k:
Pramod
3
utha to ja bhi chuka tha ajeeb mehmaN tha
Sada'ain day kay mujhay neend say jaga bhi gyA
bahot Khub, Chaand ji.
daad kubul kijiye.
Buhat KhooB Chanda:~)
Thanks for sharing!
buhat khoobsurat ghazal hai :k:
Re: gazal 
nice one chando g thanks 4 sharing..
hanie
11
Hawa thi, ghta thi, hina ki khusboo thi
ye ek raat ka qisa laho rula bhi gyA
speechless......
chandu ... bohat khoob. haye .......... daad deni parri ghi ... :)