Khuli kitaab kay safhay ulat tay rehtay hain
Hawa chalay na chalay din palat tay rehtay hain
Bas aik wehshatay manzil hay or khuch bhi nahi
Kay chand seeriyaan charhtay utartay rehtay hain
Mujhay tu rooz kasoti pay dard kasta hay
Kay jaan say jism kay bakhya udhartay rehtay hain
Kabhi ruka nahi koi mukaam sehra main
Kay teelay paaon talay say siraktay rehtay hain
Bharay hain raat kay raizay kuch esay ankhon main
Ujala ho tu ham aankhain jhapaktay rehtay hain
Re: Gazal
:k: buhat achchay…thanx 4sharong dear 
paki123
8
Re: Gazal
miyan full miyan.
thanks for shairing with us habibi
Re: Gazal
Wah… Its Beutiful… Very Nice… Gr8 work Billo :k:
Re: Gazal
it,s good billo ji nice work
Azad
12
Re: Gazal
matlub … aap ne humain “thanks bola hay”. hummm
Re: Gazal
Nai tu main aap ko thank nai bola
Balkay
Thanks bola 
Azad
15
Re: Gazal
Qayamat ki nishani hay 
nahi jee aap apna thanks wapis rakh lein.
fara
16
Re: Gazal
very beautiful indeed...
Mujhay tu rooz kasoti pay dard kasta hay
Kay jaan say jism kay bakhya udhartay rehtay hain
waqayee mazay aa gayaa...
Re: Gazal
Qayamat ki nishani tu ye bhi hay kay tum mujh say baat kar rahay ho G
is K baray main kiya khayaal hay:blush:
Re: Gazal
Thank u jani, bas life main yahi kuchj tu chalta hay na
Azad
19
Re: Gazal
jiss qayamat ki ibteda hi TUM se ho… hummm maza nahi aya.