Gazal

Gazal

Chayn us ko bi kaha ata ho ga
Yaad mayree wo shab bar askh baha ta ho ga
Apni akho ko wo surakh karta ho ga
Nam jab koi mayara us kay samnay laytay ho ga
May hamaysah say us say mansoob rahoo
Yahi tasawoor wo subho sham karta ho ga
Dairy may jab koi nahi nazam likhta ho ga
Zikar ko mayray wo kaysay kaysay chupata ho ga
Khud say mangta ho ga muj ko wo zindagi ki tara
Hath jab bi wo dua kay liya utha ta ho ga
Loog ankho may ashk chupatay ho gay
Kisajab wo mayree wafa ka sunata ho ga
Diya

Tayray nam kay badh

:)