**
gayay dino main khobsurat mijaz is ka tha**
mager kuch aur hi andaz aj is ka tha
main kya bataon kyun is nay bewafai ki
mager yehi k kuch aisa mizaj os ka tha
humay bhi dukh hay ay dil!zinda dil k marnay ka
kisi k pass mager kab ilaj is ka tha
tujhay gila hay k is nai pher leen ankhain
ay dil!yeh to sada se riwaj is ka tha
jiia
2
Re: gayay dino main khobsurat mijaz is ka tha
**tujhay gila hay k is nai pher leen ankhain
**ay dil!yeh to sada se riwaj is ka tha
esi kehty hein na k banda mohabat me andha hojat hy ****
jante bujhty khod dhoka khata rehta hy
pata to sab hota hy
sab nazar aat hy
Re: gayay dino main khobsurat mijaz is ka tha
true…:k:
is kaam ka bhi apna hi maza hy:)
jiia
4
Re: gayay dino main khobsurat mijaz is ka tha
kis kam ka 
andha banny ka
ya banany ka
Re: gayay dino main khobsurat mijaz is ka tha
ban`nay ka…