Gaya zamaana bohot suhaana
jo yaad aaon to loat aana
Wo Ankhon Ankhon main baat krna
wo Baaton Baaton main raat karna
kabhi hansaana kabhi Rulaana
jo yaad aaon loat aana
Hamein tumhari hi justuju hai
tumhari chaahat ki aarzu hai
ye baat tum bhi kabhi to samjho
hamari chup main bhi guftagu hai
samjh sako to hamein batana
jo yaad aaon to loat aana
Re: Gaya Zamana(from my SMS)
Gaya zamaana bohot suhaana
jo yaad aaon to loat aana
Wo Ankhon Ankhon main baat krna
wo Baaton Baaton main raat karna
kabhi hansaana kabhi Rulaana
jo yaad aaon loat aana
Hamein tumhari hi justuju hai
tumhari chaahat ki aarzu hai
ye baat tum bhi kabhi to samjho
hamari chup main bhi guftagu hai
samjh sako to hamein batana
jo yaad aaon to loat aana
Just a little more presentable. Isnt it. :k:
Re: Gaya Zamana(from my SMS)
mainey to acha send kya tha ye kiya hogaya ok i edit again
Re: Gaya Zamana(from my SMS)
:k:
Re: Gaya Zamana(from my SMS)
main acha he post kya tha per mera net bohat kharab chal raha hai kuch din sey so i edit again this
Re: Gaya Zamana(from my SMS)
brother app ko sms kafi milte hein kiya bat hai? well done.
Re: Gaya Zamana(from my SMS)
*Tahreem n Aable bohat alaa.
Thanks for sharing.*