ehsan
1
**garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
ham charaaGoN kii tarah shaam se jal jaate haiN
jab bhii aataa hai meraa naam tere naam ke saath
jaane kyuuN log mere naam se jal jaate haiN
Khud_numaa_ii to nahiiN shevaa-e-arbaab-e-wafaa
jin ko jalanaa ho wo aaraaam se jal jaate haiN
bach nikalate haiN agar aatish-e-sayyaad se ham
sholaa-e-aatish-e-gul_faam se jal jaate haiN
shamaa jis aag meN jalatii hai numaa_ish ke liye
ham usii aag meN gum_naam se jal jaate haiN **
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
subh subh adult poetry
ehsan
3
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN

Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
Raaz movie ka gana ‘aap ke pyar main hum sanwrne lage’ nahin dekha aap ne?
Aceones
5
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
somebody call 911
ehsan
6

Its 999 in UK.
Aceones
7
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
Its 999 in UK.
999 in UAE too
nice sharing by the way thumbsup
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
Garmiye hasrat-e-nakam se jal jaate hain (Mehdi Hassan) - YouTube](http://www.youtube.com/watch?v=tj2HfliHnlk)
tarash
9
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
**shamaa jis aag meN jalatii hai numaa_ish ke liye
ham usii aag meN gum_naam se jal jaate haiN
**is mein shamaa bechari ki apni koe marzi shamil nahin hoti
ehsan
10

Theek farmaya aap nay, aag laganay waley bauhat hotey hain.
tarash
11

aag lagany waly apny matlab k leay aag lagaty hain,jalna kisi aur ko parta hai
ehsan
12

Puraani baat hai
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
kabi bht achi lgti thi yeh ghazal...
ehsan
14

phir kya howa?
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
phir kya..woh pehle ki bat thi,ab choice change ho gye hai :D
ehsan
16
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
Aap kay liye
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
superbb :k:
dukhi din yad dila diye :bummer:
tarash
18
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
ab aur tab ka farq mitana mushkil hai

aap bhi Nawaz Sharif se abaq seekhen
tarash
20
Re: garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate haiN
nawaz shareef ko kahein mujh se sabaq sekhy