garmi ki tapti dhoopon mein
jab saans sulagnay lagtay hein
aankhon mein saawan aata hai
or dil mein teri yaadon ka
ek mela sa lag jaata hai
![]()
Re: Garmi Mein
dil mein phir aaj teri yaadon ka mausam aaya
phir mere seene mein tu dard damadum laaya
jab bhi saawan koi barsa mujhe mehsuus huwa
ishq ki dariya mein tu mujhko bheegone aaya
:)
Re: Garmi Mein
:k:
Re: Garmi Mein
nice
Re: Garmi Mein
dil mein phir aaj teri yaadon ka mausam aaya phir mere seene mein tu dard damadum laaya jab bhi saawan koi barsa mujhe mehsuus huwa ishq ki dariya mein tu mujhko bheegone aaya :)
very nice .
Re: Garmi Mein
:k:
Re: Garmi Mein
garmi main awara gardi kar ka
jab saans sulagnay lagtay hein
abu ki mar k bad jb aksar
aankhon mein saawan aata hai
or dil mein teri yaadon ka
ek mela sa lag jaata hai
Us waqt agar tm a jao
us wqt arar tm a jao
Re: Garmi Mein
here comes my worst nightmare
Re: Garmi Mein
Garmi jab bhi ati he
Sab ko garam kar jati he
Re: Garmi Mein
^^ excuse me ?
![]()
Re: Garmi Mein
excuse me!!! What did i say anything wrong. BUt i think its a true.....
Re: Garmi Mein
Yes its really true sai to kah ra hain alimani sb
zbardast keep it up
Re: Garmi Mein
nice :k: