@Gareeb_admii
Yai kaisa name hai …:smack:
Re: Gareeb admi
Yeh naam Pakistan main kafi saray bandoun per lago ata hoa ga **
aur kuch shehroun nay bhi apnaya hai!
masalan
Gareebabad
Khairpur
Pakistan main
aur
Gareebnagar, Atmakur, Andhra Pradesh, India main
aur Ghareeb Nawaz Restaurant, West Devon Avenue, Chicago, IL main Gareeb admi ko service milti hai
tu Bhai sahib aap ko Ghurbat se itni bedilli kion hai Ji?
Ghurbat ko tu apnay Paghambaroun nay seenay se lagaya!**
Re: Gareeb admi
ye name is liye hai takay us bande se kabhi bhi koi treat naa mangay ![]()
ab treat aapki taraf ban gai hai
btaen kab khila rahe hain Tabaq Restaurant me khana ??
Re: Gareeb admi
Ap bhaly insaan lagty ho mujy bas lagty ho ![]()
Re: Gareeb admi
Bilkul wesa jesy ap nam nehad prince ho Pata nai kahan se galat fehmi paal le ap ny
Re: Gareeb admi
Janaab hum tou mazak kar rahy thy… Gareeb admi is my yaaar.
Re: Gareeb admi
Apko bi khany mai interest paida ho gya hai khaair sy..
Re: Gareeb admi
Mai sachi mai Prince hun…And you know it ![]()
Re: Gareeb admi
Sahi kaha aap nay…mujhay dar asl apni ghurbat ka zamana yaad aa gaya!
Waisay aik kissa Mark Twain ka likha huwa kafi dilchasp yaad aya … may be you have read it!
**The Prince and the Pauper
**
Re: Gareeb admi
aapki tang khench raha hoon wese to, albata me kam aur mazedar khana khaana pasand kerta hu.. warna I hate eating.. kya yaar jabse paida huye hain khaye hi jaa rahe hain.. ![]()
Waste of time ![]()
Re: Gareeb admi
Hmm kaha gaye ap ky friends sbb.. nain, jiia, khobsorat, jumphy ,great-Leo e.t.c Dhamal macha hota tha
Re: Gareeb admi
they all got busy in life ![]()
Re: Gareeb admi
@jiia ko hazir kiya jaey ![]()