Garam Garam Mongphali

Kia aap ko yahan garam garam moongphali khanay ko milta hai jaisay Pakistan main mila karta tha? Naheen. Kioon? Is liaay kay yahan thaila allow naheen hai.

I’m missing thela wala “moongphali walay, garam garam moongphali lay lo” “Gajak walay”. Aaaaaahhhhhhhh

Agar aap ka garam garam moongphali khanay ka dil chahay sirdion main to kia kartay hain?

Re: Garam Garam Mongphali

Agar aap ke paas ek choolah hai to garam garam moongphali aap ko bhi naseeb ho sakti hai.

Re: Garam Garam Mongphali

Karna kia ho ga?