Restored attachments:
Re: gappi dost
haha
Re: gappi dost
:)
Re: gappi dost
![]()
Re: gappi dost
thori roman urdu ho jaye tou:bummer:
Re: gappi dost
Do gappi dost baatain ker rahe they.
Ek bola: main ne ek din darya main kanta lagaya aur 100 mann wazni machli us ke undar phans gayi
Doosra bola: main ne ek din kanta lagaya aur ek jalti momm-batti darya se nikal ayi.
Pehla dost bola: bhai khuda ka khauff karo bhala momm-batti bhi darya main jalti hai.
Doosra bola: pehle tum machli ka wazan kam karo tab main momm-batti bujhaon ga
![]()
Re: gappi dost
:)
Re: gappi dost
gooddddddd

