Ganjoon ka club

saray ganjay idher aao aur apnay sar pe haath pairo:dhimpak:

:roman:

Re: Ganjoon ka club

Ganja toh hoon per mein wig pehanta hoon. :snooty:

Re: Ganjoon ka club

me koi ganji nahi hote pingoo hai use aana chahiye yahaan :chai:

sar pe to haath phair saktay hain aap:fatee:

:roman:

yaad karo bachpan main tum bhi kabhi ganji hueen thee:roman:

Re: Ganjoon ka club

wig utatroun ga tubb na

Re: Ganjoon ka club

waise aap ko wig main garmi nahi lagti??:hmmm:

haan hui thi bas 2 baar :@:

:vivo: phir aap ganjoon ke club main nahi aa saktay
wig ganjoon ke naam pe dhabba hai

:roman: main bhi aur ab bhi hoon

lagti hai, aaj kul dry cleaning kay liye gayee howee hai

:hmmm:

Re: Ganjoon ka club

Yeh saray log meerey genuine thread ka mazaq kion bana rahay hain. :ASA:

wig kharaab ho jaati hai dry cleaning se ab aap kia lagain ge wo nouchi hui baalon wali wig pehen kar?:hmmm:

:bummer: sorry main to sab ganjoon ko unite karna chah raha tha

:snooty: hum ganjay hain to kya hua dil wale hain

Re: Ganjoon ka club

Kali billi jhoot keh rahi hai us ke sar pe ek bal nahin hai

Re: Ganjoon ka club

:chai:

Re: Ganjoon ka club

:@: