Ganjay Hazraat say maa'azrat kaY saath

… but I am curious what type of comb do you guys use?

Is it the similar type that we use or is it more like a massager type?

Share if you wish us to learn something new :blush:

Re: Ganjay Hazraat say maa’azrat kaY saath

aq bahe ko epne ap se sorry kerte pehle bar dekh rehe hon :hehe:

Re: Ganjay Hazraat say maa’azrat kaY saath

^^:omg:

Re: Ganjay Hazraat say maa'azrat kaY saath

Iss say aham sawal yeh hay kay monh dhotay waqt kaisay pata chalta hay k chahra khatam ho gia aur sir shrooh ho gaya ?

Re: Ganjay Hazraat say maa’azrat kaY saath

mera khiyaal k ik black pointer say aisay hazraat ko outline bana laynee chaeye : P

wuzu main to chehray ka ghusal or ser ka masah sub mil jata ho ga rotfl

Re: Ganjay Hazraat say maa'azrat kaY saath

:@: main jab ganji hon ge to bataoon ge

Re: Ganjay Hazraat say maa'azrat kaY saath

You have to admin... there aren't as many ganjas as there used to be about a dacade ago. Thanks to hair transplants.

Stay off my back!!! I have a full head of hair

u beh genje ho kebeh shesha nehe dekah u ne :hula:

:smilestar:

Allah miyaaaN ganjoN ko kabhi naakhun naa daY warna woh MM aur cadet jaisaY ho jaataY haiN :smash:

kitni buri baat hai… aap ganjoN kaa mazaaq uRaa rahai haiN?:vivo:

tum moTi honaY kaa bhee intezaar karnaa taakaY aik dafaa sub kuch bataa dau :silly:

aq bahe u ko to pata he meyn u ke ketne respect kerte teh

:crying:

kerte thee kaa kiyaa matlab? :asa:

kerte
teh

Moshkel words :asa:

bes cant tell yaha :ASA:

tell what?

maiN Ganja naheeN hooN.. mujhay sa’b samajh maiN aata hai :emmy:

Re: Ganjay Hazraat say maa'azrat kaY saath

AQ I think instead of hair brush some soft brush will be more appropriate, hmm something similar to dusting brush. Agar soft brush na milay to maybe kapra maar kar guzara ho sakta hai.

**Jab tum ganjy hu gy tu patta chal jay ga:D
Ohhhhhhhhhhhh Ya ganjy pan ky asrat zahir hona shuru ho giy hain tu hif zy ma taqadum ky to rper pocha ja raha hy:hmmm:
**

nahi Ganjon kay MASAIl-e-hadood-e-Chehra per roshnee daal rahay hain chai

Re: Ganjay Hazraat say maa’azrat kaY saath

yaar AQ ramzan main pakoray samosay kha kha kay tumhari mut kahan gaye hai:smack:
ganjay baghair dunDion ki kanghi usetay hain

Jo Jo ganjey heiN ye sheir PaRh liya kareiN aur Khush hoN aham

kaun kehta hey ke mera mehboob ganja hey
kyay Chaand ke sir pe baal huwa kartey heiN

Adaab Arz hey

:cb: