Maa- Sannan, tum ganday bachoon ke saath kyo khelte ho,
ache bacho ke saath kyo nahi khelte?” ![]()
Sannan- “Ammi, un ache bacho ki mama nay apne
bacho ko mere saath khelne se mana kar diya hai” ![]()
Maa- Sannan, tum ganday bachoon ke saath kyo khelte ho,
ache bacho ke saath kyo nahi khelte?” ![]()
Sannan- “Ammi, un ache bacho ki mama nay apne
bacho ko mere saath khelne se mana kar diya hai” ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
hahahaha…to u ne sab ko Kharaab kar Daalaa
hehe
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
so true ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
Wah wah
chaa gaye ho Sannan ![]()
![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
phir u ne sab ki phenti lagai :P
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
![]()
![]()
![]()
![]()
aab yah nah bata daina phir Abu aur Ami nay mil kar meri pitai key ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
yi to sach hi
mamas ko careful hona hi chahehay
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
tou mein nay kub kaha jhoot hay ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
meri ammi bhi mujhe mana karti hai sannan se bat karne se :@:
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
![]()
Nice one ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
leekan tum unn key baat phir bhi naheen maanti ![]()
![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
hasun??? nai hassa ja rha ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
Khalil bhai aap ko tou kaafi maar parti thi mairay sath khailnay par
aap kaisay hansain gaiy ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
ap ko barra yad hai mera bachpan…ooooops i 4got ap ko to mere dada dadi ka b yad hoga ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
mein maazi ko bhi khangaal sakta hoon
jotshi baba on line ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
nai batati ke dono ne apko mara tha ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
ittni aqal key batain kub say karni shuru key hain ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
jab se dimagh gum gea ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
Tumhara dimagh tha kia ![]()
Re: ~~~~ Ganday Bachay ~~~~
kisi se udhar liya tha ![]()