gai dinoun ke dastan

chalo sabh log shuru ho jao. hamarai iss thread ka maqsad ye hai kai aap haraat aor unke hamsheerat mazi ke wo batain hum ko batain jisko yaad kur kai aaj bhi apko hansi aa jate ho. yani aysa kuch jo apnai apni himaqat se kiya ya kissi aor ke hamqatain.

Re: gai dinoun ke dastan

aik dafa ramazaan main raat ko 1 bajay bazaar ja ker paan walay ko jagga ker paan khaya tha

Re: gai dinoun ke dastan

Aik dafa ramazaan main raat ko 1 bajay bazaar main pan ki dokan per aik larka/lerki aaya/aayi thee/tha, usney mitha pan manga main ney PATTI wala pan khala diya tha

Re: gai dinoun ke dastan

:rotfl: :rotfl:

paan wala pechay per gaya ..

Re: gai dinoun ke dastan

Jab udhar ka pan khao gay to phir yehi hoga :slight_smile: